Hai kahin koi khuda kya??
Mujhe qatl karke dekho!!
Kya sawab hai gunah kya??
Mujhe qatl karke dekho!!
Mera dil nikaal dekho,
Meri jaan nikaal dekho,
Uthta hai kya dhuaan sa??
Mujhe qatl karke dekho!!
Kise kehte log jannat,
Darein kis se jan dozakh,
Kya khabar mile pata sa??
Mujhe qatl karke dekho!!
Do jahan ka jo hai maalik,
Goya jaan jaayein hum ; kyon,
Fire khud wo lamaqaan** sa ??
Mujhe qatl karke dekho!!**Lamaqaan: Homeless